00:00/00:00
随时随地任意搜索并下载全网无损歌曲
扫描右侧二维码下载歌曲到手机 

免费获取更多无损音乐下载链接
文本歌词
Aaj ki raat piya - Geeta Dutt
Written by:S.D. Burman/Sahir Ludhianvi
Aaj ki raat piya
Aaj ki raat piya dil na todo
Mann ki baat piya maan lo
Aaj ki raat piya dil na todo
Mann ki baat piya maan lo
Aaj ki raat piya
Dil ki kahani apni jubani
Tum ko sunane aayi hu
Dil ki kahani apni jubani
Tum ko sunane aayi hu
Aankho mein le ke sapne suhane apna banane aayi hu
Chhod ke sath piya munh na modo
Mann ki baat piya maan lo
Ahhh aaj ki raat piya dil na todo
Mann ki baat piya maan lo
Aaj ki raat piya
Chanda bhi dekhe tare bhi dekhe hamko gagan ki oat se
Chanda bhi dekhe tare bhi dekhe hamko gagan ki oat se
Ghayal kiya hai dil tum ne mera mithi najar ki chot se
Tham ke hath piya yu na chhodo
Mann ki baat piya maan lo
Oohh
Aaj ki raat piya dil na todo
Mann ki baat piya maan lo
Aaj ki raat piya