00:00/00:00
随时随地任意搜索并下载全网无损歌曲
扫描右侧二维码下载歌曲到手机 

免费获取更多无损音乐下载链接
文本歌词
Jungle Hai - Hema Sardesai/Kumar Sanu
Na na na na na na na na na
Na na na na na na na na na
Jungle hai aadhi raat hai lagne laga hai dar
Duniya ko bhool jaaon kuch aisi baat kar
Jungle hai aadhi raat hai lagne laga hai dar
Duniya ko bhool jaaon kuch aisi baat kar
Darnewali kya baat hai jab saath mein hai dilbar
Aaja meri baahon mein so ja rakh ke sar
Darnewali kya baat hai jab saath mein hai dilbar
Aaja meri baahon mein so ja rakh ke sar
Haai jungle hai aadhi raat hai lagne laga hai dar
Aaja meri baahon mein so ja rakh ke sar
Dil mein kya hoti hai hulchul
Betaabi chhayi hai pal pal
Gaalon ki rangat loon le le
O main toh yehi chahti hoon
Tanhai ka aalam taare bhi soye hai
Hum bhi ik duje ki chahat mein khoye hai
Tanhai ka aalam taare bhi soye hai
Hum bhi ik duje ki chahat mein khoye hai
Bahar mausam sardi ka kyun garmi hai andar
Haai jungle hai aadhi raat hai lagne laga hai dar
Duniya ko bhool jaaon kuch aisi baat kar
Darnewali kya baat hai jab saath mein hai dilbar
Aaja meri baahon mein so ja rakh ke sar
Raat hai