00:00/00:00
随时随地任意搜索并下载全网无损歌曲
扫描右侧二维码下载歌曲到手机 

免费获取更多无损音乐下载链接
文本歌词
Dekh idhar ae hasina - Geeta Dutt
Dekh idhar ae haseena
June ka hai mahina
Dal zulfon ka saaya
Aa raha hai pasina
Dekh idhar ae haseena
June ka hai mahina
Dal zulfon ka saaya
Aa raha hai pasina
Dekh idhar ae hasina
Sun le kabhi dil ki sada
Oo najani jee na jala
Sun le kabhi dil ki sada
Oo najani jee na jala
Bimare gham hoon safa mujh ko de
Daman se apne havaa mujh ko de
Bimare gham hoon safa mujh ko de
Daman se apne havaa mujh ko de
Hoye main hoon madam
Marina aure fatfati na
Door se bat karna pas aana kabhi na
Main hoon madam marina
Lakhon hi jab aahe bhare
Tum hi kaho hum kya kare
Lakhon hi jab aahe bhare
Tum hi kaho hum kya kare
Kis kis ke dil ki khabar koyi le
Kis kis ke gham ka asar koyi le
Kis kis ke dil ki khabar koyi le
Kis kis ke gham ka asar koyi le
Haye dekh idhar ae haseena
June ka hai mahina
Dal zulfon ka saaya
Aa raha hai pasina
Dekh idhar ae hasina
Mudat se hoon barbaad main
Khiri hai tu farhad mai
Mudat se hoon barbaad main
Khiri hai tu farhad mai
Yeh na samjhana ki ghar jauga
Main teri chokat pe mar jauga
Ho yeh na samjhana ki ghar
Jauga main teri chokat pe mar jauga
Hoye main hoon madam
Marina aure fatfati na
Door se bat karna pas
Aana kabhi na haye
Dekh idhar ae haseena
June ka hai mahina
Dal zulfon ka saaya
Aa raha hai pasina
Dekh idhar ae hasina