00:00/00:00
随时随地任意搜索并下载全网无损歌曲
扫描右侧二维码下载歌曲到手机 

免费获取更多无损音乐下载链接
文本歌词
-Mast Magan Lofi - Retrib/krmd
Lyrics by:Bollywood Boys
Composed by:Bollywood Boys
Ankhiyaan kare jee hazoori
Maange hain teri manzoori
Kajra siyaahi din rang jaaye
Teri kastoori rain jagaaye
Man mast magan man mast magan
Bas tera naam dohraaye
Man mast magan man mast magan
Bas tera naam dohraaye
Chaahe bhi to bhool na paaye
Man mast magan man mast magan
Bas tera naam dohraaye
Man mast magan man mast magan
Tera naam dohraaye
Jogiya jog lagake
Makhra rog lagaa ke
Ishq ki dhooni roz jalaaye
Uthta dhuaan toh kaise chhupaaye
Man mast magan man mast magan
Bas tera naam dohraaye
Man mast magan man mast magan
Bas tera naam dohraaye
Chaahe bhi toh bhool na paaye
Man mast magan man mast magan
Bas tera naam dohraaye
Man mast magan man mast magan
Tera naam dohraaye
Odh ke dhaani reet ki chaadar
Aaya tere shehar mein Ranjha tera
Duniya zamaana jhoota fasaana
Jeene marne ka waada saancha mera
Ho sheesh-mehal na mujhko suhaaye
Tujh sang sookhi roti bhaaye
Man mast magan man mast magan
Bas tera naam dohraaye
Man mast magan man mast magan
Bas tera naam dohraaye
Chaahe bhi toh bhool na paaye
Man mast magan man mast magan
Bas tera naam dohraaye
Man mast magan man mast magan
Tera naam dohraye