00:00/00:00
随时随地任意搜索并下载全网无损歌曲
扫描右侧二维码下载歌曲到手机 

免费获取更多无损音乐下载链接
文本歌词
Alvida - Pritam/KK
Chupake se kahin dheeme paanv se
Jaane kis tarah kis ghadi
Aage badh gaye hamse raahon mein
Par tum toh abhi the yahin
Kuchh bhi na suna kab ka tha gila
Kaise keh diya alvida
Jinake darmiya guzri thi abhi
Kal tak yeh meri zindagi
Lo un baahon ko thandi chaanv ko
Hum bhi kar chale alvida
Alvida alvida meri raahein alvida
Meri saansein kehati hai alvida
Alvida alvida abb kehna aur kya
Jab tune keh diya alvida
Sunle bekhabar
Yuun aankhein pher kar aaj tu chali ja
Dhundegi nazar humko hi magar har jagah
Aisi raaton mein leke karvate yaad hamein karna
Aur phir haar kar kehna kyun magar
Keh diya alvida alvida
Koi puchhe toh zara kya socha aur kaha alvida
Alvida alvida abb kehna aur kya
Jab tune keh diya alvida
Hum the dil jale phir bhi dil kahe
Kaash mere sang aaj hote tum agar
Hoti har dagar gulsita
Tumse hai khafa hum naaraaz hai
Dil hai pareshaan
Socha na suna tune
Kyun bhala keh diya alvida alvida
Koi puchhe toh zara kya socha aur kaha alvida
Alvida alvida abb kehna aur kya
Jab tune keh diya alvida
Alvida
Alvida
Alvida
Jab tune keh diya alvida